
ऐ ज़िन्दगी, तूने मुझे दिया ही क्या है ग़मों के सिवा,
जब-जब मैंने मांगी खुशियाँ,
तूने मेरा दामन आंसुओं से भर दिया,
मैं चाहती थी हँसना
पर तूने मुझे रुला दिया,
मैंने मांगे थे दोस्त तुझसे,
पर तूने सिवा दुश्मनों के कुछ न दिया,
मैं चाहती थी उड़ना,
ऊँचे और ऊँचे,
इतना की आकाश को छू सकूं,
पर तूने सिवा लाचारी के कुछ न दिया,
पर फ़िर भी मैं जीना चाहती हूँ,
जीना चाहती हूँ तेरे हर एक पल को,
क्योंकि ज़िन्दगी आख़िर ज़िंदादिली का ही तो नाम है...
kbhi dhyan se sochna jindgi ne kya diya hai aur ye jindagi hai kya
ReplyDeleteapni ek kavita tumharey liyee
dik aur kal ki prnaygatha hai ye srishti
main koi yoon hi nahin hoon
asadharan prinam hoon
us mahaskhvlan ka
prakshabdhiyon poorv jo gghata
aaj bhi ghat raha hai
pratipal anupal mein
main koi yoon hi nahin hoon
jeevan hoon jeevan
kitani prithviyan prkati
aur vileen huien
tab jakar
sambhav hua main
yoon hi nahin hoon main